तारीफ शायरी | Tareef Shayari | अपनी सूरत से भी उनको शर्म आती है | Tareef Shayari in Hindi

तारीफ शायरी | Tareef Shayari in Hindi

tareef shayari in hindi

दिल में तुम हो चाँद का वक़्त हैं 

कुछ सुबह का वक़्त है कुछ शाम का वक़्त है 

पी रहा हु आँखों-आँखों में शराब 

अब न शीशा है न कोई जाम है

तारीफ शायरी | Tareef Shayari | अपनी सूरत से भी उनको शर्म आती है | Tareef Shayari in Hindi

Dil mein tum ho aur chand ka waqt hai
Kuchh subah ka waqt hai kuchh sham ka waqt hai
Pi raha hu ankhon-ankhon mein sharab
Ab na sheesha hai na koi jaam hai

shayari on khubsurti

मैं तो इसकी सादगी पर मरता हूँ 

न ज़फ़ा आती है जिसको न वफ़ा आती है 

हाय क्या चीज है सौन्दर्य की सादगी 

अपनी सूरत से भी उनको शर्म आती है

 तारीफ शायरी | Tareef Shayari | अपनी सूरत से भी उनको शर्म आती है | Tareef Shayari in Hindi

Main to iski sadgi par marta hu

Na jafa aati hai jisko na wafa aati hai

Hay kya chij hai saundary ki sadgi

Apni surat se bhi unko sharm aati hai

girlfriend ki tareef

छू लेने दो नाज़ुक होठों को ,कुछ और नहीं है ,जाम है 

कुदरत ने जो हमको बख़्शा है ,वो सबसे हसीं ईनाम है  

शर्मा के न यूँ ही खो देना ,रंगीन जवानी की घड़ियाँ 

बेताब धड़कते सीनों का अरमान भरा पैग़ाम है 

तारीफ शायरी | Tareef Shayari | अपनी सूरत से भी उनको शर्म आती है | Tareef Shayari in Hindi

Chhu lene do najuk hothon ko,Kuchh aur nahi hai,Jaam hai

Kudarat ne jo hum ko bakhsha hai,Wo sabse hasin inam hai

Sharma ke yu hi kho dena,Rangin jawani ghadiya

Betab dhadkate sino ka armaan bhara paigam hai

 

Leave a comment